Deprecated: file_exists(): Passing null to parameter #1 ($filename) of type string is deprecated in /home2/ibtada/public_html/ibtada.php on line 16

Deprecated: file_exists(): Passing null to parameter #1 ($filename) of type string is deprecated in /home2/ibtada/public_html/ibtada.php on line 22
  A Project of E-SolBiz™
 

 

 

   
 
Name

Dear Sir: Mera app se aik sawal hai kisi ko hepatitis C jasi bemari hojai to us ke liye kia pakistan illaj nahin our Dr. Kahte hain ke ye bemari bilkul khatam nahin hoti please agar is ke silsily main khush batain to bari mehrbani hogi thank you, Iftikhar

Iftikhar Hussain

 

Name

Assalam o alaikum Hepatitis C ka ilaj maujood hai lekin us ki kuch conditions hain. Patient young ho aur us ka liver shrink na hua ho to ilaaj kiya ja sakta hai ta kay hepatitis C ka virus body say khatam ho jaye. lekin agar patient ki age zyada hai aur complications start ho gayi hain to sirf symptoms ki management hai.u can email if u have more questions or ask again.May Allah keeps everyone safe and healthy.Ameen

A Doctor

Asslam o alikum dear sir main nay kuch din pehlay pakistan say waisy hi apni body kay compleate test kerway toe un main hepatitusC nikle aya but main nay phir finel test i think PCR kerwaya toe uss main first report negitive thi and last report main 4000 virus show hoe raha hai kuch doctors nay kaha hai kay iss kay liey elaj ki zaroorat nae hai and kuch nay kaha kay at least 6 month bhd dobara checkup kerwa laina main nay liver check kerwaya that is working fine but now i m in uk and doing study here.could you please tell me what should i do to protect myself from this virus and treatment as well iss kay sath sath purhaiz kon kon si cheazo say kerni hia Waiting for your kind response thanks

safeer

sir mujy 3 sal se hepatits b ho geya hay elaj karwaya tha reports negative theen lekan chand din pehly se mery sehat bigrty ja rahy hai aya is ka complet elaj ho sakta hay ya nahin? or mein agar elaj karwaoon to kis kisam ka elaj karwaoon i mean homeophethic ya koi or pehly mein ne hakeem se elaj karwaya tha plz mera masly ka hal bataye plz

ABID

Asslam o alikum dear sir main dubai may kaam karta ho kuch munth pahlay main pakistan 30 din ke liay gia tha to main ne apna checkup karvaia to us me Hepatitis C nikla to main ne 3 month ka corus kia hay us kay bad main ne phir checkup karvaia to phir Hepatitis C nikla us ke bad main ne 3 month ki davai lee hay.main hir roz baqaedghi ke sath madison istamal kar raha ho.har roz exsersize kar raha hoon.i have one big problome my visa exepire on july.pleas give me some food list.

WAJID

Aslamoulecom Dr. Shahb men kesi ko khone deny gaya tha wahan pata chall k mujhey Heptatis B hey men buhat preshan hogaya Hospital walon ney pehly Blood nekaly they 2 din k baan un logon ney report nekaly k is ko Hepatitis B hey Dr. Sb. men ney buhat ilag karwaya hai lekon report positive arhey hai men mere Hepatitis Delta antibody test Non Reactive hai lekin HBs antigen bar bar positive arhey hey abhi men Silliver tablet ley rha hon kia Dr. Sb. ye kabhi Negative nhi hosukty bri mehrbani mujhey mashwar den k men ub kia karon.

Shahban Shaikh

A.A sir mere bhai ko Heptatis b hai on ka elaj mkin hai Allah app ko jaza de ga inshallah app plz kuch bataeen virus dad hai ...plz plz reply must ....ALLAH HAFIZ

taybasaboor

 


 
Name
Name
Prolem